"Ik Zara Seey ranjish say Shuk ki zard tahni par Phool budgumani kay iss tarah say khiltay hain kah Zindagi say pyaray bhi ajnabi say lagtain hain Ghair bun kay miltain hain Dost daar lahjon main silwatain seey partin hain Umar bhar ki chahat kaa asra nahi milta Dashtay bey yaqeeni main raasta nahi milta Bheer main zamanay ki saath chor jatain hain Khwab tour jatain hain Ik zara seey ranjish say Sath choot jatain hain Khwab toot jatain hain
From Some one.....
|
Explore the seven wonders of the world
Learn more!
Get news, entertainment and everything you care about at Live.com.
Check it out!
No comments:
Post a Comment
Your feedback is warmly welcomed:
Contac us at: info@pakistanprobe.com