Sep 1, 2008

Ye Dunya Agar Mil Bhi Jaey

From: Shahzad Afzal <shahzadafzal85@hotmail.com>
Date: Mon, Sep 1, 2008 at 11:16 AM
Subject: RE:
To: Sadi <********@hotmail.com>


Ye Maheloon Ye Takhtoon Ye Tajoon Ki dunya
Ye insaano ki dushman Ye samajon ki dunya
Ye daulat ke bhookey Riwajon riwajon ki dunya
Ye dunya agar mil bhi jaey tu kia hia?

Her aik jisam ghayal, her aik rooh piyaasi
Nigahon mian uljhan, dilon mian udasi
Ye dunya hia ya aalm e bad hawaasi
Ye dunya agar mil bhi jaey tu kia hia?

Yaha ek khilona hia insaan ki hasti
ye basti hai murda praston ki basti
yahan tu jeevan sey hia maut sasti
Ye dunya agar mil bhi jaey tu kia hia?

Jawani bhatakti hai badkaar ban kar
Jawan jisam sajtey hian bazar ban kar
Yahan piyaar hotey hina biyopaar ban kar
Ye dunya agar mil bhi jaey tu kia hia?

Ye dunya jahan aadmi kuch nahin hai
Wafa kuch nahin dosti kuch nahin hai
Yahan piyar ki qadar he kuch nahin hia
Ye dunya agar mil bhi jaey tu kia hia?

********************************************************************
SHAHZAD AFZAL MALIK See my web:
 "http://shahzadafzal.blogspot.com/" "http://www.geocities.com/shahzad85"
********************************************************************



From: *****@hotmail.com
To: shahzadafzal85@hotmail.com
Subject:
Date: Mon, 1 Sep 2008 10:37:26 +0500

kabi shikasto ke dukh uthaye to usse poochu
wo meri manind toot jaye to usse poochu

usse bhi koi sitara manzil se door kar de
usse bhi rasta nazar na aye to usse poochu

safar me wo bhi kissi kary imtihaan se guzre
usse bhi yu koi azmaye to usse poochu

usse mohabbat me kon sa dukh diya hai me ne
kabi nazar se nazar milaye to poochu

meri tarah din chaey tak wo bhi soye
usse bhi shab bhar na neend aye to usse poochu!!




No comments:

Post a Comment

Your feedback is warmly welcomed:
Contac us at: info@pakistanprobe.com

Popular Posts