Dec 1, 2008

Shairy *~Dard~*---01-Dec-08



*~Dard~*




Mukhtalif Ashaar...... ....




Best Designer Roman Urdu/Hindi Poetry Nov 2008..
Aslam-o-Alikem HG Fellowz….

Design Roman/hindi compition apnay ehtamam ko pohancha
Sir Dr.Allama M.Iqbal ki Designed Roman Urdu/Hindi poetry contest
ka waqt khatam hua , Aab selected judges in ko mark karain gaye aur
mutafiqa faislay k baad winner ka naam announce kia jaye ga....yeh thread sirf selected judges k liye so kindly yahan koi post na kijye boz delete kar di jaye gi

Aab duaa aur intizar ka marhala shuru hota hai,
baqi ka kaam Judges khudh kar lain gai ....


For Judges Please: Image 1 + Image 2 = Total Marks


Pari Areeba









Saharey2020






hotkhan









Teri Talash ------------ --- By Shayaan Butt




Calligraphy airbrushed on tshirt
Hello from France, i am an artist and art teacher and specialist of airbrushing on high quality Fruit of the Loom tshirts, black or white, with waterproof professional Medea inks; i calligraphy proverbs or your name or a beloved name on tshirt; if you desire one feel free to contact me , thank you, i show you example but not of arabic calligraphy, but i can absolutely do it .
danielle.vergn@ orang e.fr



LETs MEET OUR FRIEND { BOLTON GB }
Asslam-o-Alikum

Designers k interviews k is silsiley ko aap sab ney pasand kia us k liye aap sab ka dhair sara shukria, jaisa k aap sab jantey hain k sab se ziyada votes BOLTON GB nai hasil kia hain so unko hum sab welcome kartey hain or bitha daitey hain is Hotest Seat per

BOLTON GB




ASIM bhai se hum baishumar sawal poochain gai umeed hey k wo barey mazey mazey k jawabat dain gey aap sab bhi un sey wo sab pooch saktey hain jo aap poochna chahtey hain.

Bas aik baat ka khayal rakhain k koi aisi baat na ki jaey ji sey kisi ki dilazari ho.

Ye Interview Sunday Tak rahey ga.

Ye raha u ka sawalnama Bhai ji



1: Aap ka Asli Naam ? Aap ki date of birth? Native city ? zodiac sign? education?

2: Designing ka shoq kaisay hua ?

3: Designing kab start ki ?

4: Mizajan kaisey hain?

5: Agar nick change karnay ko kaha jaye to kiya rakhna pasand karain gey?

6: Designing kartay howay kin batoon ko madd-e-nazar rakhtey hain ?

7: Koi aisi poetry hai jou aaj tak aap chahnay k bawajood design nahi kar sakey ho'n ?

8: Koi aisa img jis ko bananay main bohat mushkil paish ai ?

9: Aap apni Designing ko kaisey rate kartey hain?

10: Kis cheez ko improve karna chahtey hain magar hoti nahi?

11: Ab tak kitnay awards hasil kiye ?

12: Ager Aapko HG Graphic Arena ka MOD bana diya jaey to pehley 5 kaam aap kia karain gey?

13: Koi aisa design jou aap k mutabiq master piece tha mager member ki janib sai
us ko itni pazeerai nahi mili ?

14: Tanqeed kaisi lagti hay ? bardasht kar letey hain ya disheart hojatey hain ?

15: Aap ka apna design karda fav img? humaray sath share karain ...

16: Aap ko aaj tak sab say acha or sab sey bura comment kya mila aap ki designing per ?

17: Apnay design ki 5 khoobiyan batayen aur 5 hi buriyan ?

18: Hg per bohat bakamaal designers hain...laikin aap kisi aik designer ka naam
batayen jin sai ap bohat inspire huwey hon ?

19: Koi anokhi khuwahish?

20: Kis bat say mood kharab hojata hay ?

21: Har insan ki life main aik aisa lamha ata hay jis say us ki zindagi badal jati hay kiya aap ki life main aya ?

22: Fav colors? Designing kartay howay kon sai colors bohat ziyada use kartay hain ?

23: kisi poet ko bohat ziyda design kia ?

24: kabhi khud poetry karnay ki koshish ki? ager haan tou kuch sunaiyay...

25: Aap sai ager apni designing kisi k naam karnay ko kaha jaiy tou kisay karain gai?

26: Aap HG ke baray main kia kehna chahain gey. aur is forum ki kia baat aap ko pasand aai hai ?

27: Jo Kuch App Ajj hain, ager App Yeh naa hotey toh kya hotey?

28: Aap kia new Idea daina Chahain gai, Graphic Arena k lia.

29: Auto Graph Please

30: End Note for HG fellows




Kuch words hallugulla k sabhi desighners k naam
(ye kuch lafz halla gula k sabhi desighners k huner ka eitraf hein
aap k telents ko khiraj deine ki aik chotti si koshish hay , kyon k aap sab apni behtareen salahiyatein sarf kar k hamare lafzon ko iss qadar khubsurat bana deite hein k hamare lafz bolne lagte hein aap sabhi k diye huye frames mein jugmagane lagte hein
GOD BLESS ALL OF U EVER N EVER)
""""""YEH AHL E HUNER YE SACHE FANKAAR""

HUM AHLE QALAM
JO DIL KI ZAMEEN
SAY GULON SAY LAFZ CHUNTE HEIN
"YE AHLE HUNER YE SACHE FANKAAR"
HAMARE KHUSHBOO SAY LAFZON KO
IK GULDASTE MEIN PIRO KAR
QAABIL E DEED BANATE HEIN
BINA SAAZ KI AWAZ KO
YE SURON MEIN PIRO KAR
UNHEIN SANGEET BANATE HEIN
HAMARI GHZALON NAZMON KO
APNE HUNER K KEINWAS PAR
LAGA KAR IN MEIN
RANG BHARTE HEIN
ADHOORI TASWEER KO MUKAMAL KARTE HEIN
YE FANKAAR
JO RANGON KI DUNIYA SAY HAMEIN JOD DEITE HEIN
HAMARE LAFZON KO IK FRAME MEIN SAJA KAR
KHUSHNUMA BANATE HEIN
HAMEIN KHUSHRANG JAZBON KA IHSAS DILATE HEIN!!!!!!
§§§§§§§§§§ §§§§§§§§§§ §§§§§§§
shaz



Aie Qaza Thaher Jaie ...




faiz dilon ....




Dil-e-Veeran. ....




Meri wo baten kabhi rulayen !!!




























..:Woh Larki:..




Ronay se ishq mein aur bebaak ho gay ...



 

2 comments:

  1. this is the best side i like it very very much

    ReplyDelete
  2. mujhe b bataein k poetry designinig kse karun mujhe b apni poetry design ker k show kerni hai

    ReplyDelete

Your feedback is warmly welcomed:
Contac us at: info@pakistanprobe.com

Popular Posts